Aoa mai kaam ki talash mai hou roz ka nahi chahiye hai kapray wash kar lou ga safai bhe kar lou ga baki kaam bhe karlou ga week mai 1 ya 2 bar ajao ga agar kisi nai apnay ghar ki deep cleaning karwani hou tou mere sai rabta kar lai. [redacted phone number] pehly message phir call Mere pass 7 saal ka experience bhe hai 20 years ka hou. Male hou Agar kisi ko week mai aik bar safai karwani hou kapray washing ka liye chahiye hou tou btaye. ONLY IN LAHORE Shukriya